Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna,
Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar Mat Karna,
Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse Mohabaat Nahi,
Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna…..!!!
………………………………………..
MERI DUAON ME AAPKA JIKR HAMESHA RAHEGA
AAPKI JINDGI ME MERA SAATH HAMESHA RAHEGA
BHALE HI HUM DUR HI [...]
Read Full Shayari Here..
Mein Haqeeqat Yun Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey
Khud Jalaatey Hein Bana Kar Apna Parwaana Mujhey
Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Housh Ke Baatein Karey!
Gham Ke Toofaanoun Se Bhi Aata Hey Takraana Mujhey
Un Se Un Ki Bazm Mein Itna Hi Keh Ke Uthh Gaya
Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhey
Jaaney Kya Aadmi Tha, [...]
Read Full Shayari Here..
Bijliiyaan aksar vo giraate rahe
Aashiyaane hum bhi banaate rahe
***************
Kitni mujhko aap se umeede thi
Kitnaa aap mujh ko rulaate rahe
***************
Dekhta raha main ek phool ko
Khayaal mujhko aapke aate rahe
***************
Aapke dil ko Khuda humne kaha
Aap mere dil ko dukhaate rahe
***************
Kaati is tarah se humne [...]
Read Full Shayari Here..
ARZ KIYA HAI……
VO NA AAYE IS DIL KO ZLAANE WAALE,
VO NA AAYE MERI HASTI KO MITAANE WAALE,
NIKLA IS KADAR JNAAZA UN KI GALI SE KI
PICHE CHAL RAHE THEY ZMAAANE WAALE,
HUMNE SOCHA KI WAAH KITNE LOG HAIN HUME CHAHNE WAALE,
PHIR PATA CHALA KI WOH TO BHAADE PE KIYE THEY
DOSTO NE HUME DUFNAANE WAALE.
UNKI GALI SE JAB [...]
Read Full Shayari Here..
> >jo sadiyaon se hota aaya hai woh repeat kar doonga…
>> >Tu naa mili to tujhko dil sey Ctrl+Alt+delete kar doonga..= .
>> >******************
>> >company kee ladkiyaan sunder hain aur lonely hain…
>> >Problem ye hai ki bus voh READ-ONLY hain…
>> >******************
>> >Shayad mere pyar ko taste karna bhool gayeee tum …
>> >Dil sey aisa CUT kiya [...]
Read Full Shayari Here..
Khuwaab saath rehne ke nit naye dekhata hai
Ye jo asal mausam hai ye guzarta jaata hai
Khud ko sabz hi rakha aansoun ki baarish mein
Warna hijar ka mausam kis ko raas aata hai
To hawaon ka mausam tujh ko kiya khabar janaan
Gard-e-badgumaani se dil toot bhi jaata hai
Aik tum hi the warna aadmi muhabbat [...]
Read Full Shayari Here..
Mai kiya bataaoon voh kitna badal gaya logo
jo roashni tha andhairey mai dhal gaya logo
hum aik saath hi guzrey thai aag sai laikin
Mai jal gaee voh bach kai, nikal gaya logo
uskai sha_oor pai bhari tha bholpan mera
mai gir kai toot gaee, voh sambhal gaya logo
Mila jo rah [...]
Read Full Shayari Here..
Marne ki duayeen kyun mangon
Jine ki tamana koun kare
Yeh duniya ho ya woh duniya
Ab khuwaishe duniya koun kare
Jo aag lagayi thi tum ne
Us ko to bujhaya ashkon ne
Jo ashkoon ne bharkayi hay
Us aag ko thanda koun kare
Jab kashti sabit_o_salim thi
Sahil ki tamana kis ko thi
Ab asi shikesta kashti par
Sahil ki tamana koun kare
Duniya ne humain [...]
Read Full Shayari Here..
Sabse chhupa kar jo wo dard muskura diya,
Usiki hansi ne to aaj mujhe rula diya,
Lehje se uth raha tha har ek dard ka dhuaa,
Chehra bata raha tha k sab kuch gawa diya,
Aawaz mein therao tha aankhon mein nami thi,
Or keh raha tha k sab kuch bhula diya,
Khud bhi wo humse bichhad kar adhura sa hogaya,
Mujhko [...]
Read Full Shayari Here..
Zamana pyaar ka itna hi kam hay
Yeh na jana tha
Hamara sath bas do hi qadam hay
Yeh na jana tha
Khushi agaaz tha meri mohabbat
k fasane ka
Wafa ne khuwaab dekha tha
Nayi duniya basane ka
Magar is khuwaab ki tahbir gham hay
Yeh na jana tha
Bari rangeen baharoon main
Jale ga ashiyaan mera
Lute ga istara manzil pe a k
Kaarwan mera
Mujhe teri [...]
Read Full Shayari Here..
Chahi thi dil ne tuj se
Wafa kam bohot hi kam
Shayad ishi liye hay
Gila kam bohot hi kam
Jalte suna charag se
Daman hazaar bar
Daman se kab charag
Jala kam bohot hi kam
Sadiyon se yun to hay
Yahan insaan ka wajood
Insaan hum ko kab hay
Mila kam bohot hi kam
A jaye k aap se pahle
Na aye mout
Ab waqt rah gaya hay
Bohot [...]
Read Full Shayari Here..
Kat ti naheen hay gham ki raat
A k thair gayi hay kiya
Nind to khair so gayi
Mout bhi mar gayi hay kiya
Jalte hain armaan
Mera dil rota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay
Koun mere tuute dil ki
Faryaad sune
Aaj meri taqdeer ka
Maalik sota hay
Ayi asi moj k
Sahil chuut gaya
Warna apni kashti
Koun dubota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay
[...]
Read Full Shayari Here..
Yun pyar se muj ko dekho na
Kaheen pyar na tum se kar bathon
Main apne aap se darti houn
Koy dukh na tum ko de bathon
Yeh pyar ajab azaar sa hay
Yahan khud ko bhulna parta hay
Yeh roog bohot bekaar sa hay
Is roog se main darti houn
Meri raheen kanta kanta hain
Us rah pe paoun kiya rakhna
Jahan kaante paoun [...]
Read Full Shayari Here..
Khuda kare humaari dosti aisi ho
Ki Chot tumhe lage aur dard mujhe ho
Dil tumhaara dhadke aur dhadkan meri ho
Naukri tum karo aur salary meri ho
::::::::::::::Punjabimohalla:::::::::::::::::
Khud ko kar buland itnaa..
Ke’ Himaalay ki choti pe jaa pahunche..
aur khuda tumse puche..
‘Abe gadhe… ab utrega kaise ‘
::::::::::::::Punjabimohalla:::::::::::::::::
jise dil diya woh dilli chali gayi
jise pyar kiya woh italy chali gayi
dil [...]
Read Full Shayari Here..
Pamana liye baitha hoon
par mat samajna ki piye baitha hoon
dil tod kar jane wali bewaffa sanam
abhi tak teri tasveer liye baitha hoon
::::::::::::::Punjabimohalla:::::::::::::::::
Wo mohhabat hi kya jo labo ke byaan karni pade
wo dosti hi kya jo pal pal yaad karni pade
mohabat ko wo chiz hai ki nazar aajae sanam
bas dheere se yaad karke aakhe band [...]
Read Full Shayari Here..